Ehsan Plumber (احسان)
Ehsan Plumber Faisalabad mein plumbing ka tajurbakar naam hai. Naya ghar banwana ho ya purane ghar ka koi masla, Ehsan Plumber har kaam tasalli bakhsh tareeqe se karte hain.
Services:
- Concealed commode ki fitting
- PPR fitting
- GI fitting
- Gas fitting
- Sewerage ka kaam
- Har tarah ki repairing
- Stand geyser aur instant geyser ka kaam
Ghar, dukaan ya office, jahan zaroorat ho wahan service available hai. Peoples Colony No. 2 aur aas paas ke ilaqon mein khaas tor par rabta karein.
- شہر / علاقہ
- Peoples Colony, Faisalabad
- پتہ
- Raja Chowk ke qareeb, Peoples Colony No. 2,
- وقت
- 9am-7pm

